Hume tho apno ne luta
gairon mein kaha dum tha
meri kashti thi dubi wahan
jahan pani kum tha
-From the movie "Dilwaale".
This one is the first shayari that comes to my mind when its all about shayarees. My most favourite one, from the Ajay Devgan movie "Dilwaale". The shayari itself is so deep and the way Ajay devgan presents it in the movie makes it so beautiful. After that soon follows the heartfelt song "Jeeta tha jiske liye, jiske liye martha tha" which completes that scene. Those who have a taste for shayarees will never forget this one if they have watched the movie. Remember Ajay devgan as a mad guy with Raveena Tandon and Sunil Shetty?..
Kahin aag lagne se pehle
uttha hai aisa dhuaan
jaisa hai idhar ka nazaara
vaisa hi udhar ka samaa
-From the movie "Pardes".
Kaate nahin kat the, lamhe intezaar ki
nazren bichaein baite hai raste pe yaar ke
Dil ne kaha dekhe jo jalwe husne yaar ke
laya hain kaun falak se utaar ke
-"Hum aapke hai kaun".
Tere dil mein meri saanson ko panah miljaye
tere ishq mein meri jaan fana hojaye
-From the movie "Fanaa".
Aag suraj mein hain
jalna zameen ko padtha hai
mohabbat nigahein karti hai
thadapna tho dil ko padtha hai
-From the movie "Fanaa".